Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal

Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal

Apex Soft
Mar 20, 2019
  • 13.3 MB

    فائل سائز

  • Android 4.0.3+

    Android OS

About Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal

Naad e Ali (Razi Allah Tallah Anho) Say Mushkilat Ka Hal....!

Hadees e Mubarika say Waziha hai kay jung e ohad main Kuffaar nay Sarqaar e Do Alam S.A.W kay Dandaan Mubarik ko Shaheed kiya aur Hazrat Hamza bin Hazrat Abdul Mutlib R.A Shahadat kay maqam per faaiz ho gaye. Aur boht say Muslims Maktool howay. Aur oos roz Ameer ul Momineen Hazrat Ali R.A Sarqaar e Do Alam Huzoor S.A.W kay hamrah nahin thay. Oos waqt Allah Paak nay Hazrat Jibraeel A.S kay zariye Aaqa e Do Alam S.A.W ki khidmat main kehla bhaija kay in Kalmaat Shareef (Naad e Ali R.A) kay zariye apnay bhai Hazrat Ali R.A ki talab karen.

Hasb e Irshad Sarqaar e Do Alam S.A.W nay apni zubaan e Mubarik say Naad e Ali R.A jaari farmaya. Bawajood doori masafat kay Sarqaar e Do Alam S.A.W ki awaaz Mubarik Shah e Mardaan Shair Yazdaan Hazrat Ali R.A kay gosh mubarik tak pohanchi. Hazrat Ali R.A nay oosi waqt farmaya Labbaik Ya Rasool Allah S.A.W aur osi waqt raasta taih ker kay Sarqaar e Do Alam S.A.W ki khidmat e aqdas main pohanch gaye. Sarqaar e Do Alam S.A.W ko Maqtoolon main mulahza ker kay aap nay apni zulfiqar e haideri bay nayam ki aur kuffar ko tay taigh ker diya aur lashkar e Islam fatah yaab howa.

Naad e Ali

مزید دکھائیں

What's new in the latest 9.0

Last updated on 2019-03-20
Some changes are made in the latest session
مزید دکھائیں

ویڈیوز اور اسکرین شاٹس

  • Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal پوسٹر
  • Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal اسکرین شاٹ 1
  • Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal اسکرین شاٹ 2
  • Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal اسکرین شاٹ 3
  • Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal اسکرین شاٹ 4
  • Naad e Ali RA Mushkilat Ka Hal اسکرین شاٹ 5
APKPure آئیکن

APKPure ایپکےذریعےانتہائی تیزاورمحفوظڈاؤنلوڈنگ

Android پر XAPK/APK فائلیںانسٹالکرنےکےلیےایککلککریں!

ڈاؤن لوڈ کریں APKPure
thank icon
ہم آپ کے صارف کے تجربے کو بہتر بنانے کے لیے اس ویب سائٹ پر کوکیز اور دیگر ٹیکنالوجیز کا استعمال کرتے ہیں۔
اس صفحے پر کسی بھی لنک پر کلک کرکے آپ ہماری رازداری کی پالیسی اور کوکیز پالیسی پر متفق ہو رہے ہیں۔
مزید جانیں